Tumhara ye sochna ki mujhe pyaar hogya hai, ye kaisa jayaz insaaf de rahi hai kismat? Par main toh wohi dhir hun jo pehle thi, na hi mujhe pyaar hua hai aur na hi tumhe bhula payi hun. Main toh wohi hun, wahin hi khari hun, tumhari pehli ‘Heer Randhir’